~!~ Mere Kuch Lafz Aise Hon ~~



Mere kuch lafz aise hon
Jo apni band aankhon se tere dil ki
Har ik tehreer parhtey hon
Woh hon to lafz lekin
Woh ik taqdeer rakhtey hon
Kabhi jo rooth jaou tum
Na mujh se maan paou tum
To tum ko mananey ki
Woh har tadbeer rakhtey hon
Mere kuch lafz aise hon

Mere kuch lafz aise hon Jo apni band aankhon se tere dil ki Har ik tehreer parhtey hon Woh hon to lafz lekin Woh ik taqdeer rakh...

~!~ Qusoor Kiya ~!~


Yeh jo be rukhi hain baja nahi
Yeh adayen kyun yeh ghuroor kiya
Yeh guraiz kis liye is qadar
Yeh khafa khafa se huzoor kiya

Tujhey yaad karna mazaaq tha
Tujhey bhool jana azaab hai
Yeh saza hai jurm-e-firaaq ki
Mere haafzey ka qusoor kiya

Tere saath hai jo teri ana
Mere saath mera naseeb hai
Mujhey tujh se kaisi shikayatain
Tujhey khud pe itna ghuroor kiya

Koi khwab tha ke saraab tha
Jo guzar gaya so guzar gaya
Yeh baseeraton ka qusoor kyun
Yeh basaaraton ka fatoor kiya

Yeh tumhara chehra kitaab hai
Isey parh raha hoon waraq waraq
Zara baat saada likha karo
Yeh mahawraon ki satoor kiya

Dil-e-khud pasand sada na de
Ke yeh ik sadaoun ka dasht hai
Kahin kho gaye hain jo bheer main
Hamain dhoondna hai zaroor kiya

Sabhi phool tere naseeb main
Sabhi khaar mere hisaab main
Yeh jaza saza ka tlism hai
Mera tera is main qusoor kiya

Yeh jo be rukhi hain baja nahi Yeh adayen kyun yeh ghuroor kiya Yeh guraiz kis liye is qadar Yeh khafa khafa se huzoor kiya Tujhey yaad...

~!~ Teri Khushboo ~!~







یہ دل روشن ہے تیری روشنی سے
سراپا ان چراغوں کا تجھے حیرت سے تکتا ہے
میری ویران حسرت کو وہی آباد کرتا ہے
جو سایہ ساتھ رکھتا ہے، جو وعدے کو نبھاتا ہے
محبت فرض اُن پر ہے جنہیں سونا نہیں آتا
یہ حکمت اُن پہ واجب ہے جنہیں رونا نہیں اتا
کسی تاریک گوشے میں، کہیں شعلہ بھڑکتا ہے
پُجاری کی عقیدت سے خدا کا دل دھڑکتا ہے
جہاں میں خواہشوں کے پھل تیری پہلی نظر سے ہیں
نفس کی کاوشوں کے پھل تیری پہلی نظر سے ہیں
وفاداری غلامی ہے، یہ مجھ کو راس آتی ہے
ندامت کی اک ادا سے دل کو میرے کھینچ لاتی ہے
مقدس تیرگی میں بس تجھے محسوس کرتا ہوں
میں ہر پل روشنی میں بس تجھے محسوس کرتا ہوں
مجھے معذور خوابوں سے یہی بیدار کرتی ہے
سوا تیرے ہر اک شے بس مجھے بے زار کرتی ہے
مجھے مسرور کرتی ہے، میری تلخی بُھلاتی ہے
میرے محبوب موسم کو میرا اپنا بناتی ہے
یہ اُڑتی بادلوں میں اور کبھی اطراف پھرتی ہے
میرے اندر کی چنگاری فروزاں کرتی رہتی ہے
عجب انصاف کرتی ہے، مُجھے عادل بناتی ہے
تیری خوشبو مجھے سرشار رکھتی ہے

(سہیل احمد )

یہ دل روشن ہے تیری روشنی سے سراپا ان چراغوں کا تجھے حیرت سے تکتا ہے میری ویران حسرت کو وہی آباد کرتا ہے جو سایہ ساتھ رکھتا ہے، جو و...

~!~ Zindagi Main ~!~

ذندگی میں اکثر۔۔
 
 

ذندگی میں اکثر
ان ہوائوں کی دستکوں میں
ان رنگ بھرتی شاموں میں
ہمیں آزمائشوں سے گزرنا پڑتا ہے
ذندگی میں اکثر
ان حسین موسموں میں
ان دلکش خوابوں کی دُنیا میں
ان گُزرتے ہوئے لمحوں میں
ہمیں حسیں خوابوں کو بھولنا پڑتا ہے
ذندگی میں اکثر
اس نفرتوں اور محبتوں کی دنیا میں
ان بے لوث چاہتوں میں
ان اُمنگوں اور آرزوئوں میں
ہمیں پیار بھی کرنا پڑتا ہے
ذندگی میں اکثر
ان خواہشوں کے سمندروں میں
ان اُلفتوں کے بے آب دریا میں
ذندگی میں اپنا مقام بنانا پڑتا ہے
ذندگی میں اکثر
ہمیں محبتیں بھی ہوتی ہیں
ہمیں نفرتیں بھی ہوتی ہیں
دل میں نئی خواہشیں جنم لیتی ہیں
اور پھر صدفؔ ہمیں ذندگی حسین لگتی ہے

ذندگی میں اکثر۔۔     ذندگی میں اکثر ان ہوائوں کی دستکوں میں ان رنگ بھرتی شاموں میں ہمیں آزمائشوں سے گزرنا پڑتا ہے ذندگی میں اکثر ان ح...

~!~ Meri Aadhi Umr ~!~


آدھی عمر۔۔۔



یونہی بے یقیں یونہی بے نشاں میری آدھی عمر گزر گئی
کہیں ہو نہ جائوں میں رائیگاں، میری آدھی عمر گزر گئی

کبھی سائبان نہ تھا بہم، کبھی کہکشاں تھی قدم قدم
کبھی بے مکاں، کبھی لا مکاں، میری آدھی عمر گزر گئ

تیرے وصل کی جو نوید ہے، وہ قریب ہے یا بعید ہے؟
مجھے کچھ خبر تو ہو جان جاں، میری آدھی عمر گزر گئ

کبھی مجھ کو فکر معاش ہے، کبھی آپ اپنی تلاش ہے
کوئی گُر بتا میرے نکتہ داں، میری آدھی عمر گزر گئ

کوئی طعنہ زن میری ذات پر، کوئی خندہ زن کسی بات پر
پہءِ دل نوازی دوستاں، میری آدھی عمر گزر گئ

ابھی وقت کچھ میرے پاس ہے، یہ خبر نہیں ہے قیاس ہے
کوئی کر گلہ میرے بد گماں، میری آدھی عمر گزر گئ

اُسے پا لیا، اُسے کھو دیا، کبھی ہنس دیا، کبھی رودیا
بڑی مختصر ہے یہ داستاں، میری آدھی عمر گزر گئ

تیری ہر دلیل بہت بجا، مگر انتظار بھی تھا کُجا
میری بات سن میرے رازداں، میری آدھی عمر گزر گئ

کہاں کائنات میں گھر کروں، میں یہ جان لوں تو سفر کروں
اسی سوچ میں تھا نا گہاں، میری آدھی عمر گزر گئ

آدھی عمر۔۔۔ یونہی بے یقیں یونہی بے نشاں میری آدھی عمر گزر گئی کہیں ہو نہ جائوں میں رائیگاں، میری آدھی عمر گزر گئی کبھی سائبان نہ تھا...

~!~ Khushboo ~!~





خوشبو۔۔


بیتے ہوئے دن، گزری ہوئی رات کی خوشبو
رکھتی ہے معطر حسیں لمحات کی خوشبو


چرچا ہے ہر اک کوچہ و بازار میں تیرا
پھیلی ہے زمانے میں تیری ذات کی خوشبو


انداز تکلم تیرے رس گھول رہے ہیں
اب تک ہے فضائوں میں تیری بات کی خوشبو


یادوں کے دریچے میں سجا رکھی ہے ہم نے
وابستہ جو تم سے ہے خیالات کی خوشبو


محصور ہوا جاتا ہے دل سحر سے اس کے
آنگن میں جو پھیلی ہوئی ہے رات کی خوشبو


ہلچل سی مچا رکھی ہے رم جھم کی صدا نے
نس نس میں اتر آئی ہے برسات کی خوشبو


مائل بہ کرم ایسے ہیں صدیق وہ ہم پر
جاتی ہی نہیں ان کی عنایات کی خوشبو


( صدیق فتحبوری )

خوشبو ۔۔ بیتے ہوئے دن، گزری ہوئی رات کی خوشبو رکھتی ہے معطر حسیں لمحات کی خوشبو چرچا ہے ہر اک کوچہ و بازار میں تیرا پھیلی ہے زما...

~!~ Sawal Jawab~!~





سوال جواب


کہا ساتھی کوئی درد کا تیار کرنا ہے
جواب آیا کہ یہ دریا اکیلے پار کرا ہے


کہا ہر راستہ بخشا ہے نا ہموار کیوں مجھ کو؟
جواب آیا تجھے ہر راستہ ہموار کرنا ہے


کہا کہ تیغ اٹھانی ہے غنیموں نے غنیموں پر؟
جواب آیا کہ یاروں نے بھی چھپ کر وار کرنا ہے


کہا کیوں سامنے چمکا دیا اتنا بڑا سورج
جواب آیا ہمیں سایہ پس دیوار کرنا ہے


کہا لفظوں سے پھولوں کی مہک آنے لگی کیسے
جواب آیا محبت کا تجھے اظہار کرنا ہے


کہا مجھ کو بنایا ہے تو پھر یہ دوسرے کیوں ہیں
جواب آیا کہ تجھ کو دوسروں سے پیار کرنا ہے


کہا میں لاڈلا تیرا ہوں، میں مٹی میں کیوں اتروں
جواب آیا کہ سب کو یہ سمندر پار کرنا ہے







سوال جواب کہا ساتھی کوئی درد کا تیار کرنا ہے جواب آیا کہ یہ دریا اکیلے پار کرا ہے کہا ہر راستہ بخشا ہے نا ہموار کیوں مجھ کو؟ جو...

~!` Ash'aar ~!~


Zara si baat thi tumse mohabbat..
Zara si bat kitni barh gai hai ..

~~!!~~
 
Shayari jhoot sahi, ishq fasana hi sahi ,
Zinda rehny k liye , koi bahana hi sahi . !!!

~~!!~~ 

Ye Khvaab mar gaye hai.n to be-rang hai hayaat
Yun hai ki jaise dast-e-tah-e-sang hai hayaat


~~!!~~

Na Gharaz Kissi say, Na Vaasta, Mujhay Kaam Hai Apnay hi Kaam say
Tere Zikr say, Teri Fikr say, Teri Yaad say, Tere Naam say…!


~~!!~~
  
Mera Din Ho Ya Meri Raat Ho, Faqat Ek TUmhari He Baat Ho
Abhi Jese Tum Mere Saath Ho, Yunhi Mere Sath Raha Karo

  ~~!!~~

Hum mohabbat ki inteha ker den...
Han mager ibteda karry koii ...

~~!!~~ 

 Shehar-e-Khayal-o-Khawb ma Abad Ho Gaya
Itna Ussey Parha K MujHay Yaad Ho Gya...!!!

~~!!~~

Go Chal Parra hun Dil say, magar Chahta hun ye
Uthh k Mujhay wo Rok le, aur Raasta Na Day!

~~!!~~
Hum sy mayous na ho ay sham e dora'n k abi..
Dil mai kuch dard chamakty hain ..Ujalon ke tarah..

  

Zara si baat thi tumse mohabbat.. Zara si bat kitni barh gai hai .. ~~!!~~   Shayari jhoot sahi, ishq fasana hi sahi , Zinda rehny k l...

~!~ Tum Kon Piya ~!~


Composed By ME

Poochey hai jiya
Tum kon piya?
Saanson main ghuley
Yun ham se miley
Aankhon ke diye
Tum se hain jaley
Yeh peet sada
Roshan hi rahey
Main ne yeh janam
Tere naam kiya

Poochey hai jiya
Tum kon piya?
Tumhain apna kar
Dil se chah kar
Sab bhool gaya
Tum ko paa kar
Duniya ka dukh
Na apni fikar
Per tum ne hamain
Kab yaad kiya
Poochey hai jiya
Tum kon piya?

Poochey hai jiya
Tum kon piya?
Tum sooraj ho
Tum chaand bhi ho
Tum chahat bhi
Armaan bhi ho
Tumhi dil ke makeen
Tumhi sar ki rida
Ham tum se rahain
Kis tor khafa??
Poochey hai jiya
Tum Kon Piya

Poochey hai jiya
Tum kon piya?
Tum zindagi they
Ya ajnabi they
Per mere liya
Ik roshni they
Tum rooth gaye
To aisa lagey
Har simt ghata
Har simt khizan

Poochey hai jiya
Tum kon piya?
Yun door kharey
Kiya socha hai?
Har saans main hain
Sadion ke giley
Seene main chupa kar
Ham to chaley
Kis our chaley?
Kiya tum ko pata!!

  Composed By ME Poochey hai jiya Tum kon piya? Saanson main ghuley Yun ham se miley Aankhon ke d iye Tum se hain jaley Yeh peet sad...

~!~ Kab Badalti hain ~!~



Wafaa k Qaid Khanon Mein Sazayen kab Badalti Hain
Badalta Dil ka Mosam Hai Hawayen kab badalti Hain

Libada Aurrh kr Gham ka Nikal jatey Hain Sehra ko 
Jawab Aye k Na Aye Aadayen kab Badalti Hain

Koi paa kr Nibhata Hai Koi kho kar Nibhata Hai
Naye Andaaz Hote Hain Wafayen Kab Badalti Hain !

Wafaa k Qaid Khanon Mein Sazayen kab Badalti Hain Badalta Dil ka Mosam Hai Hawayen kab badalti Hain Libada Aurrh kr Gham ka Nikal jatey...

~!~ Tumhain Main Kis Tarah Dekhoon ~!~


 
Tumhay main kis tarah dekhoon
Dareecha hai dhanak ka aur ik badal ki chilman hai
Aur is chilman k peechay, chup k bethay
Kuch sitaray hain, sitaron ki
Nigahon main aik ajeeb si uljhan hai
Wo hum ko dekhtay hain aur phir apas main kehtay hain
“yeh manzar aasman ka tha yahan per kaisay pohncha!”
“Zameen zaadon ki qismat mein jannat kis tarah aaye”

sitaron ki yeh heraani samajh main anay wali hai
ek aisa dilnasheen manzar kissi nay kamm hii dekha hai
Humaray darmyan is waqt jo chahat ka mosam hai
Ussay lafzon main likhain to kitaabain jagmaga uthain
Jo sochain us k baray main to roohain gunguna uthain
Yeh tum ho meray pehlu main
K khuwab-e-zindagi taabeer ki soorat main aya hai?

Yeh khiltay phool sa chehra
Jo apni muskurahat sa jahan main roshni kar day
Lahoo main tazgi bhar day
Badan ik dhair reshum ka
Jo hathon main nahi rukta
Anokhi si koi khushboo k ankhain band ho jayen
Sukhan ki jagmagahat say shagoofay phoot’tay jayen
Chupa kajal bhari ankhon main koi raaz gehra hai
Bohat nazdeek say dekhain to cheezain phail jati hain
So meray chaar soo do jheel si ankhon ka pehra hai
Tumhay main kis tarah dekhoon!!!

  Tumhay main kis tarah dekhoon Dareecha hai dhanak ka aur ik badal ki chilman hai Aur is chilman k peechay, chup k bethay Kuch sitaray ...

~!~ Hisab-e-Umr ~!~




hisab-e-umr ka itna sa goshwara hai
Tumhain nikaal ke dekhain to sab khasara hai

Kisi charaagh main ham hain, kisi kanwal main tum
Kahin jamal hamara, kahin tumhara hai

Woh kiya wisaal ka lamha tha jis ke nashey main
Tamam umr ki furqat hamain gawara hai

Woh munkashif meri aankhon ho ke jalwey main
Har aik husn kisi husn ka ishara hai

Kahin pe hai koi khushboo ke jis ke hone ka
Tamam alam-e-mojood iste'aara hai

Najayen kab tha, kahan tha, magar yeh lagta hai
Yeh waqt pehle bhi ham ne kabhi guzara hai

Yeh do kinarey to dariya ke ho gaye ham tum
Magar woh kon hai jo teesra kinara hai

hisab-e-umr ka itna sa goshwara hai Tumhain nikaal ke dekhain to sab khasara hai Kisi charaagh main ham hain, kisi kanwal main tum Ka...

~!~ Aakhri Mohabbat ~!~


Tum haqeeqat nahi ho hasrat ho
Jo miley Khuwab maiN voh daulat ho

Tum ho Khushboo, ke Khuwab ki Khushboo
Aur itney he bai_murawwat ho

Tum ho Pehloo maiN parr qarar nahi
Yani aisa hai jaisey furqat ho

Hai meri Arzoo ke mere siva
Tumko sab shaieeron se vehshat ho

Kis tarah choor Doon tumhaiN jaanaaN
Tum meri Zindagee ki Adat ho

Kis liye dekhtey ho aaina
Tum to khud se bhi Khoobsoorat ho

DastaaN Khatam honey wali hai
Tum meri Aakhri Mohabbat ho..

Tum haqeeqat nahi ho hasrat ho Jo miley Khuwab maiN voh daulat ho Tum ho Khushboo, ke Khuwab ki Khushboo Aur itney he bai_murawwat ho ...

~!~ Teri Aankhon Si aankhain ~!~


~!~ Teri Aankhon Si Aankhain ~!~

Poet: Aatif Saeed


~!~ Teri Aankhon Si Aankhain ~!~ Poet: Aatif Saeed

~!~ Kaha Us Ne ~!~

 
 
کہا اُس نے ، زمانہ درد ہے اور تُم دوا جیسے
لگا، "تُم سے محبت ہے" مجھے اُس نے کہا جیسے


طلب کی اُس نے جب مجھ سے محبت کی وضاحت تو
بتایا، دَشت کے ہونٹوں پہ بارش کی دُعا جیسے


سُنو کیوں دل کی بستی کی طرف سے شور اُٹھتا ہے ؟
بتایا، حادثہ احساس کے گھر میں ہوا جیسے


کہو اے گُل ! کبھی خوشبو کا تُم نے عکس دیکھا ہے ؟
کہا ، قوسِ قزح کے سارے رنگوں کی صدا جیسے


سُنو ، خواہش کی لہروں پر سنبھلنا کیوں ہوا مُشکل ؟
بتایا پانیوں پر خواب کی رکھی بنا جیسے


بھلا تُم رُوح کی اِن کِرچیوں میں ڈھونڈتے کیا ہو ؟
کہا ، یہ اتنی روشن ہیں کہ سُورج ہے دیا جیسے


سُنو آنکھوں کی آنکھوں کا بیاں کیسا لگا تُم کو ؟
لگا ، پھولوں سے سرگوشی سی کرتی ہو صبا جیسے


فاخرہ بتول

    کہا اُس نے ، زمانہ درد ہے اور تُم دوا جیسے لگا، "تُم سے محبت ہے" مجھے اُس نے کہا جیسے طلب کی اُس نے جب مجھ سے محبت کی و...

~!~ Woh Hamsafar Tha ~!~


Bicharne Waley Main Sab Kuch Tha Bewafayi Na Thi!!!

Bicharne Waley Main Sab Kuch Tha Bewafayi Na Thi!!!

~!~ Dosti Ka ik Samandar ~!~

Dedicated To Friendship



Dedicated To Friendship

~!~ kitabain ~!~





کتابیں جھانکتی ہیں بند الماری کے شیشوں سے
بڑی حسرت سے تکتی ہیں
مہینوں اب ملاقاتیں نہیں ہوتیں
جو شامیں ان کی صحبت میں کٹا کرتی تھیں ، اب اکثر
گزر جاتی ہیں کمپیوٹر کے پردوں پر
بڑی بےچین رہتی ہیں
انہیں اب نیند میں چلنے کی عادت ہوگئی ہے
بڑی حسرت سے تکتی ہیں
جو قدریں وہ سناتی تھیں۔۔۔۔۔
کہ جن کے سیل کبھی مرتے نہیں تھے
وہ قدریں اب نظر آتی نہیں گھر میں
جو رشتے وہ سناتی تھیں
وہ سارے ادھڑے ادھڑے ہیں
کوئی صفحہ پلٹتا ہوں تو اک سسکی نکلتی ہے
کئی لفظوں کے معنی گرپڑے ہیں
بنا پتوں کےسوکھے ٹنڈ لگتے ہیں وہ سب الفاظ
جن پر اب کوئی معنی نہیں اگتے
بہت سی اصطلاحیں ہیں ۔۔۔۔
جو مٹی کے سکوروں کی طرح بکھری پڑی ہیں
گلاسوں نے انہیں متروک کرڈالا
زباں پہ ذائقہ آتا تھا جو صفحے پلٹنے کا
اب انگلی کلک کرنے سے بس اک
جھپکی گزرتی ہے۔۔۔۔۔
بہت کچھ تہہ بہ تہہ کھلتا چلا جاتا ہے پردے پر
کتابوں سے جو ذاتی رابطہ تھا کٹ گیا ہے
کبھی سینے پہ رکھ کے لیٹ جاتے تھے
کبھی گودی میں لیتے تھے
کبھی گھٹنوں کو اپنے رحل کی صورت بناکر
نیم سجدے میں پڑھا کرتے تھے چھوتے تھے جبیں سے
خدا نے چاہا تو وہ سارا علم تو ملتا رہے گا بعد میں بھی
مگر وہ جو کتابوں میں ملا کرتے تھے سوکھے پھول
کتابیں مانگنے گرنے اٹھانے کے بہانے رشتے بنتے تھے
ان کا کیا ہوگا
وہ شاید اب نہیں ہوں گے

Gulzaar

کتابیں جھانکتی ہیں بند الماری کے شیشوں سے بڑی حسرت سے تکتی ہیں مہینوں اب ملاقاتیں نہیں ہوتیں جو شامیں ان کی صحبت میں کٹا کرتی تھیں ، ...

~!~ Mere Hamsafar ~!~


 
Merey hamsafar, tujhe kya khabar!

Yeh jo waqt hai kisi dhoop chaon ke khel sa

Issey dekhtey, issey jheltey

Meri ankh gard se at gai

Mere khwab ret mein kho gaye

...Mere hath barf se ho gaye... Merey bekhabar, terey naam per

Woh jo phool khiltey the hont per

Woh jo deep jaltey the baam per,

Woh nahi rahey!

Woh nahi rahey keh jo ek rabt tha darmiyan woh bikhar

gaya Woh hawa chali!

Kisi shaam aisi hawa chali

Keh jo barg the sar-e-shaakh-e-jaan, woh gira diye

Woh jo harf darj the ret per, woh ura diye

Woh jo raston ka yaqin the

Woh jo manzilon ke ameen the Woh nishan-e-pa bhi mita diye!

Merey hamsafar, hai wohi safar

Magar ek mor ke faraq se

Terey hath se merey hath tak

Woh jo hath bhar ka tha fasla..

Kai mausamon mein badal gaya Ussey naptey, ussey kaat'tey

Mere sara waqt nikal gaya!

Tu merey safar ka shareek hai

Main terey safar ka shareek hoon

Pe jo darmiyan se nikal gaya

Ussi fasley ke shumaar mein Ussi be-yaqin se ghubaar mein

Ussi rahguzar ke hisaar mein

Tera rasta koi aur hai..

Mera rasta koi aur hai!!

  Merey hamsafar, tujhe kya khabar! Yeh jo waqt hai kisi dhoop chaon ke khel sa Issey dekhtey, issey jheltey Meri ankh gard se at gai...

~!~ Tum Haqeeqat Nahi ~!~

~!~ Ghazal ~!~

Tum haqeeqat nahi ho hasrat ho
Jo miley Khuwab maiN voh daulat ho

Tum ho Khushboo, ke Khuwab ki Khushboo
Aur itney he bai_murawwat ho

Tum ho Pehloo maiN parr qarar nahi
Yani aisa hai jaisey furqat ho

Hai meri Arzoo ke mere siva
TumhaiN sab shaieerooN se vehshat ho

Kis tarah choor Doon tumhaiN jaanaaN
Tum meri Zindagee ki Adat ho

Kis liye dekhtey ho aaina
Tum to khud se bhi Khoobsoorat ho

DastaaN Khatam honey wali hai
Tum meri AaKhri Mohabbat ho..

~!~ Ghazal ~!~ Tum haqeeqat nahi ho hasrat ho Jo miley Khuwab maiN voh daulat ho Tum ho Khushboo, ke Khuwab ki Khushboo Aur itney he ba...

~!~ Mere Chara-gar ~!~


~!~ Mere Chara-gar ~!~

mere chara-gar mere chara-gar
mere dard ki tujhe kya khabar
tu mere safar ka shareek hai
nahi humsafar!
tere haat ka mere haat tak
woh jo haat bhar ka tha faasla
kayi mausamo mein badal gaya
ussay naapte ussay kaat’te
mera saara waqt nikal gaya
nahi jis pe koi bhi naqsh-e-pa
mere saamne hai woh rah-guzar
mere charagar mere charagar
mere dard ki tujhe kya khabar
tu mere safar ka shareek hai
nahi humsafar!
yeh jo raig-e-dasht-e-firaq hai
mere raasto mein bichi hui
kisi maurr per rukke kahin
yeh jo raat hai mere chaarsu
magar iski koi sehar nahi
na chaon hai na samar koi
maine chaan dekha shajar shajar
mere charagar mere charagar
mere dard ki tujhe kya khabar
tu mere safar ka shareek hai
nahi humsafar!!!



~!~ Mere Chara-gar ~!~ mere chara-gar mere chara-gar mere dard ki tujhe kya khabar tu mere safar ka shareek hai nahi humsafar! tere ha...

~!~ Ham Nazuk Nazuk dil Waley ~!~


Ham nazuk nazuk dil waley
Bas aise hi to hotey hain
kabhi hanste han kabhi rote hain
kabhi dil mein khwab pirote hain
kabhi mehfil mehfil phirte hain
kabhi zaat mein tanha hotey hain
kabhi chup ki mohar sajate hain
kabhi geet labon per aate hain
kabhi sab ka dil behlate hain
kabhi khud tanha ho jate hain

kabhi shab bhar jagte rehte han
kabhi lambi taan k sote han
ham nazuk nazuk dil waley
bas apne aap mein rehte han

Ham Nazuk Nazuk Dil Waley
Kuch Aise Hi Hotay Hain....

Ham nazuk nazuk dil waley Bas aise hi to hotey hain kabhi hanste han kabhi rote hain kabhi dil mein khwab pirote hain kabhi mehfil mehfil p...