ستارے چشم میں, سینے میں اک ماہتاب کو رکھ کر
زمیں پر وہ مجھے یوں ہمسرِ افلاک کرتا ہے
مجھے وہ محو کردیتا ہے بس اپنی تمنا میں
بہت سرشار کرتا ہے، بہت بے باک کرتا ہے
تمنائوں کی مٹی گوندھ کر کوزے بناتا ہوں
میرے اندر رواں وہ ذندگی کا چاک کرتا ہے
کبھی بیزار کرتا ہے مجھے دنیا کی خواہش سے
کبھی دنیا خواہش میں مجھے غمناک کرتا ہے
مری مٹی میں اک پتھر گڑا ہے حجرِ اسود کا
خطائیں جذب کرلیتا ہے، مجھ کو پاک کرتا ہے
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Sitaa'ray chashm mein, seene mein ek Mah'taab ko rakh ker
ZameeN per Wo Mujhe Youn hum sar-e-Aflaak kerta hai
Mujhe Wo Mehvv rakhta hai bus Apnii Tammana mein
Buhat Sarshaar kerta hai , buht Bay'baak kerta hy
Tammanaoo ki Mittii goondh ker koozay banata hoon
Mere ander rawaan Woh zindagii ka Chaak kerta hy
Kabhii bay'zaar kerta hy mujhe dunya ki khwaish sey
Kabhii dunya ki khwaish mein mujhe gham naak kerta hy
Merii mitti mein ek pathar garra hy hijr-e-asswad sa
Khata'aaeiN jazb ker lay'taa hy, Mujh ko Pak kerta hy

کوئی تبصرے نہیں:
ایک تبصرہ شائع کریں