کیسے کاریگر ہیں یہ!
آس کے درختوں سے
لفظ کاٹتے ہیں اورسیڑھیاں بناتے ہیں!
کیسے با ہنر ہیں یہ!
غم کے بیج بوتے ہیں
اور دلوں میں خوشیوں کی کھیتیاں اُگاتے ہیں
کیسے چارہ گر ہیں یہ!
وقت کے سمندر میں
کشتیاں بناتے ہیں آپ ڈوب جاتے ہیں
امجد اسلام امجد
ًًًًًًًًًًًًًًًًًًًًً~~~~~ ~~~~~~~~~~~~~~
Kaise Kaarigar Hain Yeh!
Aas Ke Darakhton Se
Lafz Kat'tey Hain Aur Seerhiyan Banatey Hain
Kaise Ba-Hunar Hain Yeh!
Gham Ke Beej Botey Hain
Aur Dilon Main Khushiyon Ki Khetiyan Ugatey Hain
Kaise Chara-Gar Hain Yeh!
Waqt Ke Samandar Main
Kashtiyan Banatey Hain, Aap Doob Jatey Hain
Amjad Islam Amjad
آس کے درختوں سے
لفظ کاٹتے ہیں اورسیڑھیاں بناتے ہیں!
کیسے با ہنر ہیں یہ!
غم کے بیج بوتے ہیں
اور دلوں میں خوشیوں کی کھیتیاں اُگاتے ہیں
کیسے چارہ گر ہیں یہ!
وقت کے سمندر میں
کشتیاں بناتے ہیں آپ ڈوب جاتے ہیں
امجد اسلام امجد
ًًًًًًًًًًًًًًًًًًًًً~~~~~
Kaise Kaarigar Hain Yeh!
Aas Ke Darakhton Se
Lafz Kat'tey Hain Aur Seerhiyan Banatey Hain
Kaise Ba-Hunar Hain Yeh!
Gham Ke Beej Botey Hain
Aur Dilon Main Khushiyon Ki Khetiyan Ugatey Hain
Kaise Chara-Gar Hain Yeh!
Waqt Ke Samandar Main
Kashtiyan Banatey Hain, Aap Doob Jatey Hain
Amjad Islam Amjad
کوئی تبصرے نہیں:
ایک تبصرہ شائع کریں